har gam ko uthakar tumhara jiye jatai rahe
ak woh zalim hum par hi muskurate rahe
mera wajood unka liye jase kuch bhi na tha
hum hi the jo rafaqat-a-bharam nibhata rahe
bahoot dono se mere ghar koi aya bhi na tha
bas ak alam hi the jo sog manane atai rahe
kabhi hote the woh mere naam ka shaidaye
ab wahi naam ko ak sirai se bhulate rahe
sath mere jagi umeede vasl-e-yaar ki janib"sid"
shab-e-furkat ko tahpkiya dekar sulaate rahe
yaad ana bhi kasi adat mai hua hai shumaar
yaad aye hum bar bar jo hamai bhulate rahe

0 comments:
Post a Comment