Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts

Tuesday, December 21, 2010

DIL JEET LE WO NAZAR

DIL JEET LE WO NAZAR

DIL JEET LE WO NAZAR
HUM BHI RAKHTE HAIN
BHEED ME BHI AAYEIN NAZAR
WO ASAR HUM BHI RAKHTE HAIN
YUN TOH WADDA KIYA HAI
KISI SE HAR DUM MUSKURANE KA
WARNA IN AANKHON MEIN HARDAM
SAMANDAR HUM BHI RAKHTE HAIN

Continue reading...

DIL JEET LE WO NAZAR

DIL JEET LE WO NAZAR

DIL JEET LE WO NAZAR
HUM BHI RAKHTE HAIN
BHEED ME BHI AAYEIN NAZAR
WO ASAR HUM BHI RAKHTE HAIN
YUN TOH WADDA KIYA HAI
KISI SE HAR DUM MUSKURANE KA
WARNA IN AANKHON MEIN HARDAM
SAMANDAR HUM BHI RAKHTE HAIN

Continue reading...

Kaafile mein tha par fir bhi tha akela

Kaafile mein tha par fir bhi tha akela

Kaafile mein tha par fir bhi tha akela
Mehfil mein tha aur tha gum ka mela
Rab humare saath hai kuch aisa khel khela
Ki jeet ke karib la kar haar ka raasta khola

Continue reading...

Taqdeer ne thaani hai

Taqdeer ne thaani hai

Taqdeer ne thaani hai, Mujhe gum dene ki
Un gumon ko main dhoke rahunga
Yeh vaada raha har deewar ko phaand kar
Main tera hoke hi rahunga

Kash Khuda Bhi Samjhta Darde Mohabbat

Kash Khuda Bhi Samjhta Darde Mohabbat

Hamari muskurahat bhi aaj hamare paas hoti
jo tujh patthar se dil na lagaya hota
khuda na deta aisi fitrat bhulkar bhi kisi ko
agar pyaar ka ek dhoka usne bhi khaya hota

Continue reading...

Zindagi Ki Kitaab

Zindagi Ki Kitaab

Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete
Sawaal Saare Galat The Hum Jawaab Kya Dete
Wo To Teen Lafzon Ki Hifazat Bhi Na Kar Sake
Fir Unke Hath Me Zindagi Ki Puri Kitaab Kya Dete

Continue reading...

Zindagi me kuchh nahi dikhta

Zindagi me kuchh nahi dikhta

Zindagi me kuchh nahi dikhta
tujhe chhodne ke baad
Dali fool ko gale fir nahi lagati
kisike todne ke baad
Chha gaya sunapan aashiyano me
Tera yun mujhse muh modne ke baad

mein to khud ki raah bhi bhool gayaa hun

mein to khud ki raah bhi bhool gayaa hun

mein to khud ki raah bhi bhool gayaa hun
aap manzil ki baat karte ho
meri naiya to fans gayee hai bhanwar me
aap saahil ki baat karte ho
pal do pal bhi jeena hua hai mushkil
aap kal ki baat karte ho
hamne toot-te hi dekha hai dilon ko
aap jaane kis dil ki baat karte ho

Continue reading...

Zindagi Ki Raaho Me Ham Mil Hi Jaaenge

Zindagi Ki Raaho Me Ham Mil Hi Jaaenge

Iss zindagi ki raaho me lakho milenge or juda ho jaaenge
Shayad fir kisi raah me vo aapko kabhi nazar naa aayenge
Par ham to vo rahi hain jo un sari khudai se juda hain kyonki
Ham to apni aakhiri sans tak apna kiya har vaada nibhenge

Continue reading...

Tere Haathon Se Mout Hi Achhi Hai

Tere Haathon Se Mout Hi Achhi Hai

Teri judai ne itna staya hai
ki pata nahi kya kar jaaenge
Ye mat sochna ki teri nafrato ko dekhkar
ham yunhi dar jaaenge
Are ab tujhse juda hokar
zinda rehna to bas me nahi hamare
Dede apne haathon se zehar
use pikar ab khushi se mar jaaenge

aashiyana apna

aashiyana apna

jis daal pe socha tha banaau aashiyana apna
us darakht ko hi aaj kaat aaya hun
zindgi ne diye the jo chand lamhe khushiyon ke
usey bhi aaj gairon ki mehfil me baant aaya hun

Continue reading...

sehraaon ki basti

sehraaon ki basti

sehraaon ki basti, 
ik toota hua makaan hai
tanhaayee hai saathi, 

bas itni meri pehchhan hai

Continue reading...