Friday, April 22, 2011

Kabhi karti hai bBaaten badon si aur kabhi bacchi ban jaya karti hai,
apni adaon se wo aksar mujhe rijahaya karti hai,
Aankhon me chupake mohobbat jab labon se inkaar kar jaya karti hai,
Na jane kyun mujhe usse mohobbat ho jaya karti hai...!!!

0 comments:

Post a Comment