Sunday, April 24, 2011

likh diya jo uska naam to phir mitaya na gaya

Wo ruth gaye is kadar ke manaya na gaya, dur itne ho gaye ke paas bulaya na gaya, dil to dil tha samundar ki ret nahi, likh diya jo uska naam to phir mitaya na gaya…

0 comments:

Post a Comment