Friday, April 22, 2011

!!!!!!Mila woh bhi nahi karte
Mla ham bhi nahi karte
Wafa woh bhi nahi karte
Jafa ham bhi nahi karte
Unhe ruswai ka dukh hai
Hume tanhai ka gam hai
Gila woh bhi nahi karte
shikva ham bhi nahi karte
Kisi mod par takrav ho jata hai aksar
Ruka woh bhi nahi karte
Ruka ham bhi nahi karte

0 comments:

Post a Comment