Friday, April 22, 2011

!!!!!mujhe zindagi ki talab nahi
mujhe zindagi se gila nahi
jise paa kar kho diya
woh naseeb tha mila nahi
jise chaha woh badal gaya
jise maanga woh bichhad gaya
main ab jee kar kya karun
jab zindagi mein sila nahi
jis wafa ki aas mein jal gaya
woh khushi ka deep jala nah

0 comments:

Post a Comment