Friday, September 23, 2011

Maine larki ko phasya JOKES


Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
classmate.jpg
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”

0 comments:

Post a Comment